Zindgi Talkhiya....
Zindagi Talkhiya, Zindagi Ruswaiya,
Saath Wafa Ke Chalegi Aksar Bewafa Parchaiya..
************************************************
Dard Jo De Kisiko Me Wo Insaan Nahi,
Khamiya Mujme Bhi He Par Me Beimaan Nahi..
*************************************************
Ghar Se Nikla Jaane Ko Gaav, Dil Me Kuch Armaan The,
Ek Taraf Jhopdiya Ek Taraf Samshaan The ,
Pairo Tale Haddi Aayi Uske Bhi Yahi Bayaan The,
Chalne Wale Sambhal Ke Chal Humbhi Kabhi Insaan The
|